Do talaaq ke ba'd halaala zuroori he?

Q: Mera sawal yeh hai ke talaq ho jaane ke baad bhi aurat do saal pahle talaq ho jaane ke baad bhi apne sabiq sauhar se humbistar hoti rahi. Ab phir woh apne sabiq sauhar se do saal baad nikaah karna chahti hai to halala nikah se pahle usse iddat karni hogi?

A: Agar eik ya do talaaq waaqi huwi to halaalah ki dharoorat nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)