Teen talaaq ke ba'd biwi ke saat rehna

Q: Ek shakhs apni biwi ko ek majlis mein 3 talaq stamp paper par likh kar dita ha or us admi to talaq k musaail ka ilm ne hota ha lakin talaq hony k bad wo talaq par research karta ha to maloom hota ha talaq ka tareeka galt ha or wo biwi ko gar waapis lany k liay muqalat e fatawa ek book ha os mein 3 talaq ko ek talaq ka shumar karny waly fatwa ko par kar wo is par amal kar k talaq ka ek saal bad biwi ko waapis gar lay ahta ha or wo pely ki tarah rehna start kar dety hen or is waqia k bad un k 3 buchy bi ho jaty hen aisi sort mein kia os bande ne biwi ko gar waapis la kar galt kia or agar os ne galt kia to ab kia haal hoga kia os ko ab halaala karwana chaiy ya ne or os ne agar guna kiay to iska kafara ki hoga or kia halaala k beghair wo mian biwi ne hen or 8 saal guna karty rehy.

A: Ye teen talaaq ko eik kehna ummat ka ijmaa ke khilaaf he. Lihaaza ummat ka ijmaa chor karke koi aur tareeqah ikhtiyaar karna gumaraahi aur khatre ke khaali nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)