Q: Mufti sab mera ik dost boht mushkal mein ha plz tell me solution mery ik dost jis ka taluq sunni firqa sa tha os ne apni wife ko ishtam paper pr 3 talaq dy di lakin os ko bad mein ehsas hova glt kr chuka ha vo boht sa Ullama k pass gya or bivi ko wapis lany k liay fatwa leny ki koshish ki mgr fatwa ne mila lakin Al hadis k Ullama ne os ko fatwa dya k 1 mujlis ki 3 talaq 1 hoti ha lehaza vo raju kr ly os ne apni bivi sa Al hadis k fatway ki roshni mein raju kr lia mgr vo admi Al Hadis ne ha na he firqa parast ha us ka ab aqeeda ha k ik mujlis ki 3 talaq ik talaq hoti ha.mgr os ki wifi sunni muslak sa ha or vo smj rehi ha k halala k beghair raju guna ha is sort mein kia os admi ko halala krwana chaiy ya halaly ki zrort ne ha please Quran or hadees ki roshni mein jawab den jub talaq hoi to vo sunni mslk k tait hoi mgr jub raju hova to vo Al Hadis k fatwy ki roshni mein hova kia krna hoga ab????
A: Teen talaaq hogai owr nikaah tootgaya. Downo ke lia saat rehna haraam he. Jab tak halaala ne hojai, awrat us ke lia dowbara halaal nahi hogi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: