Kis jagah kaam karna chahia?

Q: Main bank main job krta ho lakin mera masla ye hai kay mujhe kahi job abhi mil nai rahi mera ek dost hai jo sharjah main hota hai wo mjhe bula rha hai to kia mujhe jana chahiye. Or meri is saal k end tak ya aglay saal tak shadi b hai insha Allah lakin mere paas wasail kam hai shadi kay liye koshish bohat kar raha ho par arrange nai ho pa rahe hai ab ap batae mujhe kia karna chahiye.

A: Ayse jageh par kaam karo jahaa par tumhaara deen mahfooz ho aur kharach izzat aafiyat aur halaal tareeqah se nikalta he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Labels