Published 7 years ago
Last updated 6 years ago
Q: Tahajjud ki namaz kaise adaa kare. Details bataiye.
A: Tahajjud ki namaaz us namaaz ko kehte he jo sone ke ba'd ut kar raat me parhi jaati he. Lekin agar koi esha ke bad kuch namaaz parhe tahajjud ki niyaat se, to usku tahajjud ka sawaab milega. Tahajjud ki sab se aqal ta'daad do rakat he aur agar koi ziyaadah parhna chaahe to ziyaadah parh sakta he. Tahajjud namaaz ka waqt Esha ke ba'd se leker subah saadiq tak he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: