Shohar ki ijaazat ke beghair talaaq mu`tabar nahi he

Q: Mera ek dost hey us ki shahdi pakistan me hoi or us ki wife norway me rahti thi hain wo bi pakistani. Lakin norway me rahtey hain phir mera dost bi norway ahya or un ka ek beta bi hey bad me un dono k beach koi masla hova to biwi ney case kar diya or adalt ney fesla diya k ap dono ek sath nei rah saktey to mera dost norway chor k nikel gheya us k bad pichey adalat ney dono ki talak kar diya . Merey dost ney wha rahtey hovey talak nei diya bad me wakel k thoro talak mila mail me. To kya ye talak ho gheya . Merey dost ney koi paper sign nei kiya wo case k doran hi nikel gheya tha. Umaid hey ap ko pori bat samag ahye gi.

A: Agar shohar ne ijaazat nahi di to ye talaaq mu`tabar nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)