Q: I am in a big tension when I read all this pages and questions and answers that small word also affects nikah, I just want to know ki mujhe sirf shak hai aur Humana hai aur naahi saaf taur pe yaad hai, ki jhagde mein mere shohar ne mujhe 'chod diya'yeh alfaaz kaha mujhe itna yakeenan pata hai ki unhone koi aisa jhumla nahi kaha jaise jo Saafsaaf zaahir karey jaise 'Maine tujhe chod diya'.mujhe sirf Halka sa yeh Gumaan hai ki humare chote se jhagde mein Maine kaha 'mujhe nahi Rehna chod do n unohne kaha choddiya'yeh sirf mujhe shak hai ki is tarah ki hamare darmiyaan choti si fight hui,halake mere husband kehtey hai ki unhone kabhi bhi 'chod diya'alfaaz nahi nikala, magar mujhe sirf aisa gumaan hai,kya isse mere nikaah pe kuch farq hoga and kya gumaan ke basis per descission Lena sahi hai?
A: Is gumaan ki taraf tawajju ne de.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: