Published 7 years ago
Last updated 7 years ago
Q: Manay parha h k zakat wajib honi aik aik shart nisaab ka maal e naami hona h jo maal ka barhna h mera maal to istarah barha h k muja eidi or poket mony milti h or jo koi mahaman da k jaye us se pasay jama hotay hn to kia is tarhan barhany waly maal pa zakat wajib ho ga ma khud to kaamti nahi hun na hi tijarat karti hun?
A: Agar nisaab ke miqdaar ke baraabar he ya us se ziyaada he, to us par zakaat waajib he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: