Published 7 years ago
Last updated 7 years ago
Q: Mera sawal ye hai k kinaya (unclear) alfaz se talaq-e-bain ho jati hai aur biwi foran nikah se nikal jati hai. Tajdeed-e-nikah se pehle agar biwi ko dusri aur teesri talaq bhe de di jai (sarih ya kinaya) to kia wo talaq bhe valid honge ya zaaayi' ho jain ge
A: Agar sareeh talaaq di gai iddat ke andar, to waaqi hojaegi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: