Khadaani lowg se rishta karna

Q: Mostly log apni daughter or son ke liye khandani rishta chahte hai inme se kuch log aise hai jo zid or riwaaj or ghamand ki wajah se aisa karte hai magar kuch log aise hai jo ye samajhte hai ki khandani logo mai sharm lihaaz akhlaq ache hote hai isliye ye log chahte hai ki khandani rishta mil jae to kya ye bhi galat hai ?? hai to kyu nahi hai to phir rawaiyya kya hona chahye is bare mai..

A: Achche joru ko talaash karna ye eik matloob cheez he. Jo sahibe sharaafat achche a`maal karne waala ho usko talaash karne ka hukm diya gaya.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Labels