Choti umer ki bethi ka nikaah parhana

Q: Aik larki jis ky age 2 year thi us ka Nikkha father ny parha larki jawan hony pe father family larki by shadi se inkar kar deya talak mangi bar bar koshish pe jab na mily tu court se talak ly kar shadi ky larki ka father death hony pe kia us ka janaza ada karna chahy ky nahi larki ky shadi phaly Nikkha jo father ny 2 saal ky umer mein howa tha nahi howi.

A:

1. Jab waalid ne nikaah karaliya to larki is nikaah ke oopar rehna chaahiye. Is nikaah ka faskh karaana saheeh nahi he.

2. Janaazah karna chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)