Tijaarat aur us ke mutalliq masaail

Commission lena

Q: May ek private job karta hon jis ka kam purchase ka hai dar asal may import karta hon China se or muje China waley import karne ki commission offer karte hain muje mera idara sallary b deraha hai kiya ye commission mere liye jaiz hai or may rate me b rado badal nahi karta jo rate muje milte hain use me b kam karwane ki koshish karte hon or jo rate final hote hain my apne boss ko de deta hon kiya es soorat me mere liye ye commission lena jaiz hai k nahi?

Ek bhai doosre bhai ka kiraya ko khana

Q: Mera father and mera father ka bahi dono na ek property bannahi hy, es main mera father kay barra bahi unsa dawa karty hain kay unho na ziyada mhannat ke hy. jab ka dono he bahiyon na es property ko banaya hy mil kar, or ab ya property donno bahiyon ka name hy 50/50. ab es main sa barra bahi kiraya kha raha ha or chotay bahi ko kiraya khana nhi da raha hy. mujha ya malum karna hy ya jaheez hy ya na jaheez. ho sakta hy dono main sa kese ek ke mhannat zayada bhi ho magar ab qanoon main or sharahi tariqa sa dono maliq hain ghar ka.

Ek shareek doosre shareek ka hissa ko az khud kam karna

Q: Pahla partner ek jagah ka malik hai,usne apnay paise se ek doosrey partner Jo kisi kaam ka maharat rakhta tha kaam ko set karaya aur kaam set hone ke baad us kaam ke karobar mein ab dono nein barabar ka paisa yani aadha aadha laga kar aur aapas me share ko nafey wala hissedari is tarah se kiya, pahle wale ka his ka jagah hai 60% aur doosray ka jisne kaam set kiya 40 % aur karobaar chal nikla, kuch dino ke baad in dono ne ek teesray nae partner ko shamil kiya apne karobaar mein bina uske kuch paise ke lagat ke 20% ka share diya, is tarah se ab un logon ne apna share aise tabdeel kiya, pahle ka 50% Jo jagah ka malik hai, doosray ka 30% jisne kaam ko set kiya tha, aur ab yeah NAE teesrey partner ka 20%, aur is tarah karobaar chal para, kuch dino baad doosra partner kaam per kam aaney laga, kyonki kaam set ho gya tha aur teesra usko sambhal raha tha، isi beech ek baik pahla partner Jo jagah ka malik hai usne doosray partner Jisne kaam ko set kiya tha usko kaha tum kaam per kam aatey ho isliye ab tumhara share 30% se ghata ker sirf 10% hoga, is per doosray partner ne kaam per aana band kar diya, phir pahle partner jiska jagah tha apna share 70% kar diya aur teesray partner ka 30 % ker liya. Sawal? Kya teesra partner 10% zayad lene ka haqdar hai ? Aur2 ab Jo doosra partner kaam par aana band kar diya, uska hisab kaise ho, aur kaam chal raha hai

Bank se soodi qarz lena

Q: Meri rehnumai karen soodh sei mutaliq. Mein kch karobar krna chahta hn jis mein machinery ki zarorat hei or bank woh mjhe qarz pr dilae gi jiski rakam 50 lakh hei or 8 saal ki muddat hogi jis pr woh 6 % profit legi meri kch molana or mufti sei bat hoe tu unhn ka ksi cheez ka badla pr profit rakhna jaiz hei maslan ap ek gari lein jis ki qemat 15 lakh hei or agr 5 sal mein rakm ada karen tu 19 lakh tu yeh jaiz hei tu is mein rehnumai karen.

گورنمنٹ کی طرف سے ایک سکیم

س: گورنمنٹ کی طرف سے ایک سکیم چلی ہے جس کا نام نیشنل رو لر سپورٹ پروگرام ہے, اس سکیم کے اندر غریب عورتوں کو قرضہ دیا جاتا ہے اور قسطوں کے ساتھ سود لگاکر واپس کیا جاتا ہے. اور میرا اپنا ذاتی ایزی پیسہ کا کام ہے لوگ میرے پاس آ جاتے ہیں کہ یہ بل ایزی پیسہ سے پیڈ کر دو . تو میں پیڈ کردیتا ہو ‏ن. اور ٹیلی نار کی کمپنی اس پر ہمیں 5روپے فی قسط کمیشن دیتی ہے. بالکل اسی طرح جس طرح بجلی کے بل پر دیتی ہے. میرا یہ کام شرعی اعتبار سے جائزہےیا ناجائز. مہربانی فرما کر میری رہنمائی فرمائیں.. آپکی عین نوازش ہوگی...

Dukaan se chori kara

Q: Maine 2 general store se 3 saal pehle chori ki hai. Chips wagera aur pepsi wagera roz krta tha mazak me. lekin ab mai un dukaan k malik ko batate huey sharam arahi hai. toh koi kaffara hai is chori ka?