Tijaarat aur us ke mutalliq masaail

گورنمنٹ کی طرف سے ایک سکیم

س: گورنمنٹ کی طرف سے ایک سکیم چلی ہے جس کا نام نیشنل رو لر سپورٹ پروگرام ہے, اس سکیم کے اندر غریب عورتوں کو قرضہ دیا جاتا ہے اور قسطوں کے ساتھ سود لگاکر واپس کیا جاتا ہے. اور میرا اپنا ذاتی ایزی پیسہ کا کام ہے لوگ میرے پاس آ جاتے ہیں کہ یہ بل ایزی پیسہ سے پیڈ کر دو . تو میں پیڈ کردیتا ہو ‏ن. اور ٹیلی نار کی کمپنی اس پر ہمیں 5روپے فی قسط کمیشن دیتی ہے. بالکل اسی طرح جس طرح بجلی کے بل پر دیتی ہے. میرا یہ کام شرعی اعتبار سے جائزہےیا ناجائز. مہربانی فرما کر میری رہنمائی فرمائیں.. آپکی عین نوازش ہوگی...

Dukaan se chori kara

Q: Maine 2 general store se 3 saal pehle chori ki hai. Chips wagera aur pepsi wagera roz krta tha mazak me. lekin ab mai un dukaan k malik ko batate huey sharam arahi hai. toh koi kaffara hai is chori ka?

Ghar pagri par lena

Q: Gher pagri pe lena Islam main kesa hei ya aap is terhan se samjhen k main ek maakan rent pe leita hun jiska advance 20000 hei aor rent 8000 ager malik ko 200000 advance main diye jaen aor rent 5000 hojae to islam main iska kiya hukm hei?

Tobacco aur betel nut ko bechna

Q: kya tobacco or betel nut chliya ka business krna jaiz hai hamara tobacco ka business Dada krte thy unki wafat k bd mere walid aur Chachu krty hn lekin WO manty nhi k ye ghalat hai or m majbor hn unhe qail ni krskti is wqt chaliya mehengi hony ki waja s WO log khujoor ki guthliya chliya k tor pr farokht kr rhe hain kya ye jaiz hai k hum wholesale ye saman bech rahe hn WO khty hn k hm to sirf buyer ko dyte hn.

Interest ke paise ka itimaal karna

Q: Mein ek private MNC company mein kaam karta hu mein kuch paise Fixed deposit mein rakha hai tax purposes and as investment mere family ke liye us FD se jo interest aata hai kya mein woh use kar sakta hu mein us FD par zakat bhi nikal ta hu aur abhi maine hamare arbi padane wale Hazrat see pucha tha hamare Hazrat puch kar bataya ki mein paise tax light bill bachhe ke school donation ke liye our other activity ke liye use kar sirf woh paise ghar mein use nahi kar sakta hu jaise khane pine ke liye