Sone beghair tahajjud parhna

Q: Mera sawaal ye he ke tahajjud ke liye sona zaroori he ya nahi? Agar insaan sone ki koshish karta rahe lakin neend na aye to kiya wo tahajjud nahi par sakta aur tahajjud ka saheeh waqt konsa he?

A: Sona zaroori nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)