Mutafarriqaat

Bheeg mangna

Q: Aajkal ye kaha jata hay ke un beggars ko paisy de sakty hen jo disabled he ya bohot gareeb he. Un logo ko nahi deny chahye jo jismani tor per sehatmand owr chalty phirty he. Mjhe puchna yeh he ke me ne suna ke aap (Sallallahu Alayhi Wasallam) ke ghar se kabhi koi khali hath nahi jata ta to hamen kia karna chahye?

Taweez

Q: Meri mother ko peshab wali jaga pe jalan hoti ti bohot puraana masla he. Ammi ne bohot se doctors ko dikhaya lekin kese ko problem samj nahi aae owr ne he koi ilaj kar saka. Hamary aik janny waly peer hen unhone aik taweez dia owr kaha ke is ke pani se istanja karna he har dafa jab bhi hajat ho. Aur unhne 80% aram he jalan ka. Ab sawal ye he ke kia pani use kar sakty he? Aysa karne se gunah to nahi ho ga? Hamen nahi pata unhn ne taweez pe kia likha hota he. Samaj nahi ata.

Ood ki lakri

Q: I have heared that ood ki lakdi jannt ki lakdi hai. Kisi wajah se ise jannat se bahr kar diya gaya tha. Isi lia is mein itni khusboo hoti hain. Is that true?