Maximum profit kya he?
Q: Koi cheez sale karte waqt maximum kitna profit liya ja skta hay, kitnay percent profit lena jaiz hay?
Q: Koi cheez sale karte waqt maximum kitna profit liya ja skta hay, kitnay percent profit lena jaiz hay?
Q: Sayyed koun hotay hain, aur kia yeh sadqa, khairaat aur zakaat nahi le saktay hain?
Q: Takleef, Museebat, Pareshani,Gham, Hyraan, Mushkil Wagaira Se Bachne Ke Liye Ahadees Me Subha Sham Pardne Ki Alag Alag Duaye Bataye Gaye. Me Confuse Hu, Ye Lafzo Ke Darmiyan Kya Faraq Hy? Baraye Meharbani Examples Ke Sath Batadijiye.
Q: Car loan lena kaisa he?
Q: Mera sawal aapse ye hai ke kya mazar galat hai Quran or hadith ke hisab se? Or agar galat hai to bare bare Allah ke waliyon ka mazar hai kya ye bhi galat nahi agr mazar galat hai to Allah ke waliyon ka mazar kyun hai? Mujhe details mai jawab di jiye jawab ki talabgaar.
Q: Kya hum 15-30 days ki pregnancy ya foetus ko abort kar sakte hain agar nahi to kyon nahi?
Q: Mera yeh question hai. Keram board khelna haraam hai kya ya nhi?
Q: Azan ke waqt kutta qu bhonkta hei, aur is ko chup krana chaheay ke nahin?
Q: Mera ak or sawal ye he ke sunnat, nafl owr farz in teeno me kia kia farq he? Tafsil se wazeh kijiye?
Q: Muje ek confusion ha ke Islam may to saaf saaf likha ha ke non-mahram girls and boys are forbidden to interact except for business, trade or any other important work but in a respectable way. To agar facebook pe apki frnd list may girl add ho magr ap flirting na karte hon, na ap use ajeeb ajeeb baten karte ho bas izzat se baat karte hon iske ilawa nahi, to kya ye jaiz ha? Agr nahi tu girls ku facebook pe add karne ghalat ha? Mera islamic page ha facebook pe may bas usi silsile may bat karta hun ek larki se. Page ki promotion etc ya kabhi haal chal wo ek izzat ke daire may " yar","dear","tum" is tarh ke ilfaz bhi use mabi hote. Clear my confusion.