Naseehat

Marhoom ke liye esaal-e-thawaab bejna

Q: Meri ami ko 4 months pehla gallbladder ka fourth stage cancer ka diagnose hua. Doctor nai kaha k yai bs 6 months ki mehmaan hain.palliative illaj kewaya jo k bs tkleef km krta hai.doctor nai kaha k kmzor itni hain chemo brdasht nhi kr payain gee.hm 3 shadi shuda behen ami k paas ruktai aur care krtai.ami neend ki goli pehlai lexotanil khati thi phir doctor nai last month change kr k revotril kr dee.meri choti behen rehnai aae tu us k baad mai rehnai aae meri choti behen nai kaha mai nai ami ko revotril nhi khelaae ami aisai hee so gye thi.tu mai pehlai ru revotril pabndi sai khila rhi thi .behen k kehnai mai aa kr revotril nhi khilae .behen nai kaha k ami ki kmzori khtm krnai k lyai mai tu zada khilati hoon.mai nai b gharha sagodana bnaya ta k ami ko takat ayai.ami so gye.aik ghntai baad aankh khuli tu ami k pait drd tha mai nai drd ki aayat dm ki theek na hua tu drd ki tablet khila dee.sikae ki bottle b ami nai mangi .seekaae b ki.ami so gye .subha 6.30 bjai ami nai kaha k hmarai abhi b drd hai.mai nai kaha drd is lyaii hai k kbz hai aap ko .ami k poti honai ki medicine porty ki jga rkhi.ami ko porty lgnai lgi tu mai nai mai abu mil kr porty ki chair pr aap ko bettha daitai hain laken ami kmzori ki wja sai nhi baitthi.ami ko pamper mai porty nhi ho rhi thi.ami ko israr kya k hm aap ko bettha daitai hain pr ami nai inkaar kr dya.thori dair baad ami ki saansai ukhrnai lgi.mai nai kaha ami ko hospital lai jatai hain.behen nai kaha pehlai b aisai hua tha.gallery ka drwaza khol do .hwa sai sans theek ho jayai gee.laken zra see dair theek ho kr phir ukhernai lgi saans .mai raat bhr jagi thi meri aankh lg gye 10 minutes baad aankh khuli tu ami ka dm nikal chuka tha.ab mai apnai aap ko mujrim samajhti hoon k agr ami ko mai revotril neend ki goli khila daiti tu ami ki death nhi hoti.aap btayain k mai kya mujrim hoon apni maa ki?plz jldi bta dain

Kis jagah kaam karna chahia?

Q: Main bank main job krta ho lakin mera masla ye hai kay mujhe kahi job abhi mil nai rahi mera ek dost hai jo sharjah main hota hai wo mjhe bula rha hai to kia mujhe jana chahiye. Or meri is saal k end tak ya aglay saal tak shadi b hai insha Allah lakin mere paas wasail kam hai shadi kay liye koshish bohat kar raha ho par arrange nai ho pa rahe hai ab ap batae mujhe kia karna chahiye.

Wasaawis

Q: Mera sawaal ye he ke jisko bht ziada waswase atay hon hr cheez k bare me to wo kia kare? Jese kisi ko hurmat e musaharat k waswase atay hon to wo kia kre? Mene ek jga prha tha k koi galti se ye bol de k mene apni saas k sath ye hrkat ki he to uski biwi us pr haram hojati he. Lekin agr kisi lrke ko ese waswase ajaen or galti se uske mun se nikal jae akele me to uska kia mamla he? Kia uski biwi us pr haram hojaegi?

Biwi shohar ke ghar me dar lagti he

Q: Mai yeh puchna tha. meri behan ki shadi huwi us ghar me har saal Allah ki minjanib sey inteqal huwey hai batatet hai ki pichley 5 saal sey 5 log ka inteqal hua bhai . baap. chacha . chachi . maa ab meri behan us ghar me jabey ko dar rahey 3minths sey soyi nahi raat ko. unka shohar bhi kuch nahi bataye mere maa baap ko. ab meri behan hamere maa baap ki ghar me hai shohar ko wo bol rahi dusra ghar lo kiraya sey par us ghar me nahi rahungi. iska kya faisal zara bataye sharaih ki hosab sey . aur behan kehty hai awazey atey ; dar lagta : ghar me sirf miyan biwi aur unka chota bhai. 

Shaadi ke mamale me maa baap se mashwarah karna

Q: Mufti saheb mera dusra sawaal ye hai ki jisse mai chahti hu meri shaadi hojai uski kuch months pehle shaadi huvi pr wo us shaadi se kuch khush ni hai naahi biwi k saath hain. Pata nahi kase uski wo shaadi huvi wo bht zyada preshaan hai. Agr wo biwi ko divorce dega wo gunnah mt hai kuch. humko 9 saal ikhatay huve hum ek dusre ko boht zyada chahte hain pr shaadi ni huvi.. hum apas mai shaadi karna chahte hain magr smj ni araha hain kase.. ap mehrbaani kr k help kijiye.. wo agr divorce usko dega tou wou humko badh dua nai deni chahie jis se hum do kbi khush nai rahege.. kuch madad kijiye kya kare hum.. boht preshaan h donu.