Wazaaif

Pareshaani ke liye wazifa

Q: Main bht pareshan hoon meri beti ek saal ki thy tab sy lay kar meri husband usy maar rahy hai ab 4 saal ki hogai hay ab tak maar ta hy usy is tarha tu meri beti pagal hojae gi main kudh per zulim bardast kar loon per Aulad per nahi kat sakty kuch parhny ko bTaein ta k mery husbad apni Aulad sy mohabbat kary un ka khayal rakhu.. Main doo saal sy saudia main aae hun per abhi tak ek b umrah nahi kiya saudia main rah kar b umrah nahi kiya kuch parhny ko dain ta k mery husband mujhy mary nahi meri zarooraton ka khayal rakhy mujh sy mohabbat sy rahy Mery husband ki job ka hamesha masla rahta hay paki nhi horahy Allah karybjob paki hojae mery bachoin ka riqik un ko milta rahy kuch parhny ko dein k un ki jib paki hojae air koi problm nahi hoo. Mery husbad ki lufe main ya job main koi b problm aaty hay tu vo mujhy aur bachoon ko manhoos kahta hay k tu log manhoos ho meri life main isi liyh mujhy job main her dafa problm rahty hay tum logon ka roziq nahi milta mujhy .. Shab riziq tu milta hay unhy per job main hamesha problm b rahty hy kuch parhny ko dain ta k jib paki hojae aur husbnd khush hojae..ery husband ko shadi sy phly dosry larki pasan thy vo ab tak usi sy piyar karty hain roooty hain us k liyh is liyh mujh sy dorh rahty hain .. Bus vo larki un k dil sy mikal jae mijhy kahty hain tum us k paaon jasi b nahi ho tum ek nokrani ho mery liyh bus aur b bht kuch kahty hain .. Mery problm khatum hojae mery ghar main khushiyaa aaein darh nafrat larae mushkil yh sub khatum hojae kuch madad kary Allah k wasty pkz... Kuch parhny ki bataein.

Qaidi ke liye wazifa

Q: Meri ek pareshani hn...Mera masla yeh mera bhai jo bee gunah jail me hn kise ne gunah kiya saza me mera bhi hn sb aazad ho gye aur ese umar bhar ki saza mil gye uske doo chote chote bacche hn esne koi gunah nhi kiya hn aisa wazifa bta dee joo aasani se qaid se riha ho jaye hmlog bahot preshan meri mummy ka ro ro kar bura haal hn bacche apne walid ko dhundte Aur meri bhai ke liye bhi koi wazifa bta dee ke neek raste par chale maa baap biwi ghar me mail mahobbat se rahe qaid se aakar kaam kare... Ek wazifa uski rehai ke liye..... Dusra uske neek raste maa baap ki farmabardari kare koi kaam kare. Allah Kareem hn, bs aap wazifa bta dee. Aap bhi Dua kar dijye gaa mere bhai ki rehai ke liye.

Pareshaani ke liye wazifa

Q: Mra rshta lga hua h, mai alima bn rh thi baat krna gunah hota tbi hm n nkah krlia chp k, Ab fmlies m nkh ki bt hue ek derh sal ka arsa guzr gya, pr ksi hal ho nh parha, mere shohr jis shkhs s b nkh k intezam k lye peso ki bt krhy hen,mali nuqsan utha rh h, unke bare bhai korea m h us s bt ki uski job choot gae, Cmpny m ek dost s loan nklwana chaha,use cmpny s nkaldia, Agle dost s bt ki usko b nkal dia kch tym bd, abi kch dn phle agle bnde s loan ki bt ki, uske 15000 chin gae Ye sb itefaq nh hoskta, Q rukawt h?

Wazifa parhna

Q: Mera sawal ye hai ki agar koi nek shakhs ache aalim hamari koi pareshani ke liye kuch padhne ko btae jiski miqdaar fix ho, time fix ho or jagah bhi fix ho to aise amal ke bare mai aapse janna chahte hai. Please is baat pe thoda sa khulasa kare. Allah apko acha ilm ata farmae gunaho se bachne ki tofiq de or jannatul firdos mai aala maqam ata marfae. Aameen. Dua ki darkhaast hai.

Aayat-e-Shifaa khud parh le ya kisi se parha ya jaaye

Q: Kareeb ek month se mai kafi bimar hon ilaj bhi chal raha hai meri badi behen ne mere liy ayete shafa padhna shuru ki dusre din meri behen ki tbiyat kharab ho gyi to unhon ne socha pta nai meri tbyt kis wjh se kharab hai to unhone ayete shafa nai padhi mere liy 1 ya 2 din hi padh k chod di... phir kuch din baad unhon ne phir se mere liy ayete shafa shuru ki to phir se usi tarah unki raat me tabiyat kharab ho gyi to maine kaha aap rehne dein mai khud hi padh longi... Mai janna chahti hon ki aisa kuin ho raha kya mere upr koi asrat hain jis ki wjh se aisa ho raha ya koi jadoo waghaira k asrat ho skte hain... Ek baat main aapse aur puchna chahti hon asal me mere ghr me achanak bauhat tez khusboo ati hai jaise itar ki shihi puri gir gyi ho aksar mai jahan pe baithi hoti hon wahi pe but pure kamre me nai bs thodi si jagah pe ati hai khusbo. aksar jb mai khana pka rahi hoti hon to kitchen me ane lgti hai khushboo aur jb mai kitchen se bahar nikal k check karti hon to wahan pe nai hoti zra si bhi khusboo... please Iske baar me bhi btayein aisa kuin hota hai..