Tahaarat

Rowzaana nahana

Q: Kya Islam me insaan har roz naha sakta he? Me chowbees gante me ayk baar zaroor nahata ho kia Islam me aisa karna ghalat hai? Mera matlab ye paani ka israaf he? Or me safaai ke gharz say rowzaana naha sakta hu?

Mazi nikalne se wudhu toot jaata he

Q: Baat ye he ke kuch mahine pehle meri shaadi huwi he or me ab waapas Sharjah aagaya hu mera masla ye he ke ab me apni biwi se baat karta ho to nafs me tanaao ke sath kuch der bad thora sa paani nikal ata he me is masle se bohat perashaan hu kyunke ke me namaaz parna chahta ho baraaye meherbaani muje ye bataye ye kiya he or kiya ye napaki or najs he or is haalat me namaaz parne ka kiya hukam he or namaz parne ke liye kiya kya jasakta he?

Ma'zoor ka hukm

Q: Mera sawaal ye he ke agar kisi aurat ko har waqt paani aata he jeyse leucorrhoea bol ke koi bemaari he jis se us ku safed paani khaarij hota he. Phir wo kya is haal me namaaz par sakti he ya nahi?