Wudhu ke shak ke saat namaaz parhna
Q: Agar insan ko confirm na ho ke wudhu he ya nahi magar wo wudhu hone ka soch ke namaz parh le to kiya namaz ho jayegi?
Q: Agar insan ko confirm na ho ke wudhu he ya nahi magar wo wudhu hone ka soch ke namaz parh le to kiya namaz ho jayegi?
Q: Haath soap ke beghair paak hosakte he ya kali pani se bhi paak hosakte he lekin jab tak soap use na karu to dil nahi manta.
Q: Agar bhool ke ghusal-e-janabat me koi hissa khushk reh jaye to bad me dho sakte he. To is tarah ghusal pura karne ki koi time limit hoti he? Jaise 1 din, 2 din ya jab bhi aisa lage to is tarah ghusal pura kar le?
Q:
1. Admi urine karte waqt khare hoke karne se napak hojata kiya?
2. Urine khare hoke karke, wash karlene se paak hojate he kiya?
3. Agar urine khare hoke karke wash karne ke baad, wudho karke namaz parh sakte he kiya?
4. Is ka saheeh tareeqa kiya he bataye, kyunke me kuch logo ko khare hoke urine karne ke baad wudhu karke namaz parhte dekho hu, kiya aise logo namaz parhsakte he?
Q: Ghusal-e-janabat me nakhuno ke neeche bhi pani bahana hota he? Yani nakhun kate hone chahiye ghusal-e-janabat se pehle?
Q: Kiya ghusal me kaan ke soorakh ko geeli ungli se saaf karna zaroori he? Ghusal me kahan tak paani pohanchaana chahiye?
Q: Agar ghusal-e-janabat ker ke bad me pata chala ke koi jagah jese naaf me saheeh terah pani nahi pohoncha, bhool ke, to issi bad me dho ker ghusal ho jaye ga?
Q: Mujhe farz ghusl karna tha magar me ne niyyat ke baghair ghusl kar liya. Kiya mera ghusl ho gaya?
Q: Toilet aur washroom ek hi me he to kiya waha pe wudhu kar sakte he aur waha pe wudhu ke doran dua parh sakte he?
Q: Tiles jo zameen par lagi hoti he wo napak hojaye to ponja (geela kapra) lagne se paak hojati he? Jab tile sookh jaye aur uspe koi napaki jese bathroom se layi gayi geeli chappal ka geelapan sookh jaye aur phir dekhai bhi na de tab bhi tile paak khelayi gi?