Ghusal ke bad ek do qatre khoon aana
Q: Aur agar ghusal ke bad ek do qatre khoon aa jaye periods ka, to ghusal dobara karna hoga?
Q: Aur agar ghusal ke bad ek do qatre khoon aa jaye periods ka, to ghusal dobara karna hoga?
Q: Agar aurat zakham ki wajah se kisi jaga se baal na utar sake to kiya ghusal ho jaye ga?
Q: Mere haath ka operation huwa he aur ab mene ghusal karna he. To me tayamum kaise karo? Mere 1 hath me full bandage he?
Q: Baar baar namaaz ke doran hawa khaarij hoti he. Kiya baar baar namaaz tor kar wuzu karna chahiye?
Q: Mufti saheb, aap se ye poochna tha ke kya paak kalaam ka likha taweez pehen ke washroom jaa sakte he? Please rehnumaai farma de.
Q: Doctor ne rectum ko thori ungli dal kar dekha. Kiya napak ho gaye?
Q: Ghusal me kulli karte waqt pani kaha tak pohochana chahiye? Waise mujhe pata he gale ki naram haddi tak pohochana chahiye lekin mujhe yakeen nahi hota ke pani naram haddi tak pohonch gaya he. Is liye me 5-6 baar kulli karta hu aur mujhe lagta he jaise mera ghusal nahi hua.
Q: Ghusal e jinabat me agar mu me daanto pe khane ke bajaye plaque jami ho, to us ko hataye beghair ghusal pura ho jaye ga?
Q: Agar bath saaf karne ke baad ya koi najasat lage to me pehle ek finger goor se dekhta hu ke hath pe koi laga to nahi phir hath soap se dohta hu. Kiya beghair dekhe hath soap se dohlene se najast bhi hat jaati he ya pehle achi tarah se dekhna chahiye phir dohna chahiye.
س: میرے پیٹ میں زخم ہے اور ابھی مجھے غسل کی ضرورت ہے تو میرا غسل اس زخمی جگہ کو بنا پانی سے دھو لینے سے میرا غسل صحیح ہوگا یا نہیں