Tahaarat

Mazi ka nikalna

Q: Main jab bhi koi kubsurat larki ki tasweer dekh ta hu to aksar main note karta hun mazi nikal jati hai. Aysay may mujahe kia kerna chaiye gusal ya kapray badalna chahiye?

Mazi aur mani me farq

Q: Me aksar awqaat kisi larki se bat karo to mera pani nikal jata hai to is par ghusal karna parhta hai aur is se roza to batil nahi hota? Mere niyyat kharaab nahi hote lekin pata nahi kya masla. Baraaye meherbaani kuch bata de is baare me aur mazi aur mani me kya farq hai wo bhi bata de.