Apne aap ko kaafir kehna
Q: Ek shakhs esa he jiska ek kam nhi ban pa rha tha to usne ghusse me besakhta ho kar kaha k agr ye falan kam hone k liye mjh kafir hone ka moka mile to ho jau. Is shaks k bare me kia hukum he?
Q: Ek shakhs esa he jiska ek kam nhi ban pa rha tha to usne ghusse me besakhta ho kar kaha k agr ye falan kam hone k liye mjh kafir hone ka moka mile to ho jau. Is shaks k bare me kia hukum he?
Q: Kya sharaab pinay walay or zina karnay walay ya koi haraam kam karnay walay ka eeman baqi rehta hai?
Q: Gar me jo wasiyat nama k madina me falan bndy ko khab Hazoor sallallahu alaihi wasallam ne wasiyat ki jo bnda is phtocopy ko agay phlaya ga osko khuskhbri mile he jo nae to osae buri kharbr mile ge is bt pe yaqeen krna kesa hn
Q: Main ap sa poochna tha kay kaya kisi Muslim ko kafir kehny sa banda khud kafir ho jata hai? Kal hum tv daikh rahy thy to mary husband na ak politician ko kaha kafir ka bacha jab k jis k lia unhon na yeh word use kia uski death hi chuki ha wo khud ak dam upset ho gye ar Allah sa mafi b mangi ar mjhy keh rhy thy k main na usko kafir samjh k nahi kaha ghussay ar nafrat ma kaha ma usko Muslim w samjhta hoon to plz btain kay kya hukam ha is bary main kya banda wakai islam sa nikal jata hai ar kya tajdeed e nikkah ar imaan bhi karna hota hai
Q: Chaar imam me se konse imaam ko follow krke sabhi questions ke answer dete hai?
Q: Mai ya puchna chati hu ki dar, khauf aur weham aak hi cheeze hai ya khauf aur weham mai kuch farak hai?
س: حضرت آج کل جو مولانا سعد صاحب اور مالانا احمد لاٹ صاحب میں اختلاف چل رہا ہیں اس اختلاف کی وجہ سے یہاں ہندستان میں تبلیغ کی دو جماعت بن چکی ہیں اب مسلہ ہیں کی ہم سب کس جماعت کا ساتھ دیں مولانا سعد یہ پھر مولانہ احمد لاٹ صاحب کا اس کے بارے میں وضاحت سے رہبری فرمایں آپ کی عین نواجش ہوگی وسلام علیکم
Q: Mujhy yeh kehna tha kay meri umar ziada hogae hai aur shaadi bhi nhi hui hai shaadi main kia rukawatain hain mujhy app bata dain
Q: Ager koi shakhs ye aqeeda rakhe k Ambiya Pak gunah ker skte hen to kia hukam hoga? Kia kufar hoga ye ?
Q: Kuch logon ka khayal he ke Nabi Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) hazir nazir hen hum kehte hen hazir nazir nhi hen... Un logon ne mujhse behs kya howa he ke kis tarah aap kehte hen ke hazir nazir nhi please mujhe proof ke sath jawab den take men unka moun band kar sakoon.