Ache insan ke sath bura or bure ke sath acha kiyu hota he?
Q: Ache insan ke sath bura or bure ke sath acha kiyu hota he?
Q: Ache insan ke sath bura or bure ke sath acha kiyu hota he?
Q: Kya "ya Ali madad" kehna jaiz ha?
Q: Mera apny shohar se jhgra hua meri aadat hy me doran jhgra b bolty bolty roty roty wuzu kr k jai nmaz pe beth k roti hon to me wuzu kr k dupatta leny lgi to mery shohar ne ghussy me kha k ab naik bn k roa gi jis pr me ne kha k Allah mera nhi hy wo meri nhi sun raha matlab dua qubol nhi kr rha .is jumly k peechy nyyat ye thi k me jis bat pe jhgra horaha tha us ki dua 9 saal se kr rhi thi lekin wo qubol hoti nzar nhi arahi thi to mera khny ka matlab ye tha k allah mera nhi hy matlab meri dua nhi sun raha .kia is jumly se me islam se kharij hogai ya nikah pe koi asar parra.?
Q: Kya hamara hamzaad hamare khayalaat aur soch bi jaanta hai?
Q: Shia jo matam dari, sina topi ker te hai kya ye jyez hai nahi to kya waja is ki.
Q: Allah Tala Quran ma farmata ha k wo shirk k ilawa sub gunnah maaf kr sakta ha to yahudi (jews) b to 1 Allah ko manty ha to wo ku jahanam ma jaye gy?
Q: Mai ye jan na chahti hu k Huzoor sallallahu alaihi wasallam ne kaha tha mai apne nawason se mohabbat krta hu Allah tu bhi mohabbat kr ar hi Huzoor k nawason se mohabbat krega Allah us se mohabbat krega to ye batayiye hm sunni musalman Huzoor sallallahu alaihi wasallam k nawason Hassan as ar Hussain se mohabbat krte hai? ye kaise pata chalega isko show kaise kre unk liye kuch padha kuch krna chahiye koi dua padhni chahiye jis se pata chale k hm log mohabbat krte hai shiya muslim to matam kr k apne gham ar dukh ka izhar kr lete hai hm log to matam nhi kr sakte lekin koi special dua to hogi
Q: Ager koi shakhs ye aqeeda rakhe k Anbiya Pak gunah se pak aur masoom hote hain lekin un main gunah ki taqat Allah Pak ne rakhi hai to kia ye kufer hai?
Q: Kya aik musalman esai mazhab ma apni dua karwany ja sakty hain ya jaiz ha jahan un ki dua ho or matlab ye k ao any liye dua karwa y wahan ja sakty hain.
Q: Maine shiao ki dua padhi thi. Iski tauba kya hai? Dua yashtadheer name hai.