Suraj nikalne, dubne aur zawal ka waqt namaaz parhna
Q: Suraj nikalne aur dubne aur zawal k time namaz mana hain, kiya Quran ya Hadis se sabit hain hadis no mujhe janna hain.
Q: Suraj nikalne aur dubne aur zawal k time namaz mana hain, kiya Quran ya Hadis se sabit hain hadis no mujhe janna hain.
Q: Kya ye hadees ''jo pareshan ho wo paharon ke taraf safar kare'' kya sai hai ya nai?
Q: Kia ye saheeh hy ke raat ki bachi hoi roti pr farishty prhty hain? Kia ye kisi hadees sy sabit hy?
Q: Main Ahadees ki mukhtalif kutub parhta rehta hon or un ki buniyad par kisi bhi mamlay par apna aqeeda rakhta hun. Kya ye amal theek hai? Aisa krnay ki wajah zehn main uth rahe sawalat or un k baaray main pochne par sakoonat ikhtiyar krne ka jawab hai. Baray e Mehrbani Rehnumai kren.
Q: Kia ye hadees hai aur agar hai tho konsi kitab aur safha par? Huzoor (sallallahu alaihi wasallam) nai farmaya ke ahle ajam ki tarah taazeem ke liye na uto.
Q: Ye hadees ka hawala chahiye "Meri ummat ke ulama baatil par jama nahi hosakte" ya aisa hain "meri ummat ke kaseer hissa gumraahi par jama nahi hosakti" is ke mutallik jo bi hadees hain.
Q: Main nay parha hai istra kuch likha tha k apni aurton ko hamam mat lay k jao iska kia matlab hai kia ye beauty parler ki traf ishara hai.
س: حضور صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ میری امت کی موت زیادہ تر طعن اور طاعون سے ہوگی، صحابہ رضی اللہ عنہم نے عرض کیا کہ حضرت طعن تو ہم جانتے ہیں (نیزہ بازی، تلوار سے لڑنا) یہ طاعون کیا چیز ہے؟ فرمایا : ”وخز أعدائکم من الجن“ ”جو جنات تمھارے دشمن ہیں ان کا چوکا ہے“ (مسند احمد: ۴/ ۳۹۵، دار الفکر بیروت بحوالہ فتاویہ محمودیہ جلد ۳۰ص ۴۶۹مطبوعہ مکتبہ محمودیہ میرٹھ بعنوان: جنات کا اثر انسانوں
Q: Kya zaeef hadees par bhi amal ho sakta hai?
Q: Kia ye hadees sahi hai? Hazrat Muhammad salalaho alaihi walihi wasalam ne farmaya: Jo shakhs ghar ke kaamon mai apni biwi ki madad kary ghar ka kaam kary to Allah Ta'ala shohar ko 1 saal ki ibadat ka sawab deta hai. Bahawala: Baharij 13 page 133 wajamalakhbaris page 102