Biwi ki phopho or khala se purda
Q: Mujhe ye maloom karna ha ke meri saggi phopho or saggi khala ka mery shohar se sharae parda ha yani wo un ke mehrum hai ke na mehrum or ye bhi pochna ha mery saggy khalu or phopha mery mehrum ha ya nai?
Q: Mujhe ye maloom karna ha ke meri saggi phopho or saggi khala ka mery shohar se sharae parda ha yani wo un ke mehrum hai ke na mehrum or ye bhi pochna ha mery saggy khalu or phopha mery mehrum ha ya nai?
Q: Men madrase me parhati hu bachon ko quran paak aur deeni buks. Jab bachon ka hifiz sunna hota he to halat haiz ke dinon me paara hath me uthati hu lekin alfaaz ko touch nahi karti sirf bahri cover ko chhoo kar pkrti hu aur bachon ka hifiz quran sunti hu. Kia ye jaez he? Agr nahi to koi mshwra den is mutalik.
Q: Iddat ke dowraan me auwrat ghar se baahar nahi nikal sakti. Agr aurat iddat ka dorwan ghr sy job ka liya rozz jti ho to uska kia hukam? Kia iddat or talaq dono khatam hojai ge?
Q:
1. Palaking jis shape ma ho or jitny moti ho utnay hi ma sirf saaf clean kar li jaye to ki jayez he? Kehty he ke shape bnana or bareek karna gunah ha.
2. Kia cartoons dekhna jayez he?
3. Awrat dosari urat ko or mardo ko kitny thoray kapron ma dekh skati he?
4. Kia urat mard ka chehra dekh skti he?
Q: Kya masturaat peroun mein payaal daal sakti hai?
Q: Mei UAE mei rehti hoon aur proper naqab krti hoon. But maali halaat ki waja se mujeh job dhoondna par rahi hai. Aur mujeh naqab khol ke interviewsk liye jana parta hai. Kya mera ye amal theek hai? Mere dil mei boht malal aur afsos hai naqab kholney ka lekin paison ki tangi ki waja se aisa krna par raha hai. Mehrbani kr k mujeh koi wazeefa b batayen k humarey maali halat b achey ho jayen.
Q:
1. Kya aurat ko haiz ke dinu ki namaze qaza parni hai ya maaf hai?
2. Kya aurat ko nifas ki namaze qadha parni hai ya nahi?
Q: Haidh ki haalat me Quraani ayat parh sakte he bagair Qur'aan chuye? Kuch log kehte he ke nahi padhna chaye phir din ki shuru se lekar raat me sone tak to dua ka ehtamaam karna hota he. Agar is halat me na parhe to ye 5-7 din tak bagair dua ke kaise rahe?
Q: Mujhe pata karna hai ke islam aesi aurat ki kya jaga hai jisko 25 saal ki hone tak bhi kabhi haiz nahi hua? Kya Allah us larki se naraaz hai? Hadith ki rowshni jawab dijiye.
Q: Doraan-e-haiz me ghusul ki kia ahkaam hen? Mene kisi kitaab me parha tha ke hadees me ye hukum aaya he ke aurat doran e haiz me haiz ke pehle din me ghusul kare gee aur phr haiz ke chothay din aur phir saatwain din me ghusul kare gee.