Khwaab ki ta'beer

Q: Me ne ek dream deheka ke takreeban zuhr ke bad bhouth sa log tay aur jah ra ta kisi jaga,log agay jaha ra tay aur ma oppoiste direction gaya tu dheka peer zulfiqar car ma behtay ha, ma samjh gaya peer zulfiqar ka bayan hai, tu ma bi logoon ki taraf chalny laga tu doour sa laga khuch loog peer zulfiqar ki ammama sar pa jo hota hai wo utar rahay ta metlab ka bura tariqa sa utar ra ta ma phr bhaga un ki taraf ka help karo tu nazdeek gaya jes ko peer zulfiqar samjha ta wo koi aur ta lakin muje phr bi gusa ta jo log un ka sath mazak ya zulm kar rahay ta ma na un ko bolya aur kha yar tum ko sharam nae ati ummamaha ka sath esa kartay hai yae humray nabi p.b.u.h ki sunnat hai,bas phr wo chalay ga us ka bd ma udhar hai ta meray abu ami aur relatives aha ga, tu ma baat hae kar raha ta dheka meray nazdeek bathroom ta aur ek bathroom ma ta aur ek bhar ta,jo bhar wala khuch baatien kar raha ta us sa aur muje feel howa ka yae bomb hai es ka pas ma gaya us ko pakra lia aur bomb dour panka tu wo phat gay,saray pershan yae kia hogaya hai jo bomb wala larka ta us ko pakar lia,ab goverment us bomb walay ko support kar rahi ti lakin ma na us ko pakra howa ta aur phr na logo ko samjya ka yae goverment hum ko pasa dai gai hum ko khuch karna hoga,hum ko jung karni hogai en ka kilaf lakin wo zara pershan ta thora meri family bi,phr goverment na kha hum sari baat ap logo ki manay ga,lakin muje yakeen nae ta,4 ya 3 bus aye hum ko lanay tu ma bi apni family ka gaya bus majboor ta apni family ki waja sa,jab bus ma gaya tu ek goverment wala bus ma ta us zara baatien ki tu baatoien baatien ma ya nikala ka goverment hum sab ko maar dae gai,tu ma sab ko bataya kha goverment sab ko mar dai ga tu hum sab log ek hogay aur jung ka elan kar dia goverment ka kilaf aur hum agay jaha ray hai aur goverment ki loog humray peechay,ma un ka leader bana howa ta,ma apni wife ka sath ta tu ma na building dehk uper ma na wife ko khah ma uper sa dehk kar ata hoo,tu ma hawa sa ur kar gaya building ma,meri wife dehkti es ka pas takat kha sa ayi,phr ek window ma dheka tu khuch student par rahay ta wo endar gaya tu mujedehk ka daar ga ma na un ko kha muje dehk kar na daaro ma esa nae ta,goverment es kia humray saat ,tv ma dehka ka humray bara ma news ti bas phr ek dum meeri ankh khul gai.

A: Allah Ta'ala aap ku Deen ki madad karne ke lia owr Huzoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) ki Mubaarak Sunnat ki hifaazat ke lia chun le owr dowsro ke khair owr nafa' ke lia zarya banae.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada