Khwaab ki ta'beer

Q: Main bohat arsay se khuwab main dar jate hun. Jinnat daikhte hun ke unho ne mujhe pakar rakha hai. Neend main chilana shuru kar daite hun dar se. Please bataen aisa qu horaha hai?

A: Paanch waqt ke namaaz ke ba'd owr sowne se pehle chaar qul owr aayatul kursi parh lia kare. Allah Ta'ala aap ku tamaam shar se hifaazat farmaenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada