Published 9 years ago
Last updated 9 years ago
Q: Me ne Belgium ma apnay visa ky liye case dala howa ha jis ky liye ma daily sura al Fatah parta hon. Me ne khwab ma do martaba daikha ka ma sura all Fatah par raha hon balky aik martaba to ma ne khwab ma sura Fatah ki ayat inna arsalnaka shahidann mubashirann was nizira parhe. Please mujhy is ki tabeer bata dain.
A: Allah Ta'ala aap ku apne kaamo me kamiyaabi naseeb farmaenge owr aap ki tamanna poori karenge.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: