Khwaab ki ta'beer

Q: Me ne khuwab me dekha kay me namaz parh raha hoon lakin kabay ki taraf rookh nahi tha shumal ki taraf tha matalab ye kay kabay ki taraf nhi balkay kabay ka rookh sedha hy to sedhy hath ki taraf parh raha hn or mery mamoo ny mujhsy kaha kay yaha kiun parh rahay ho to meny kaha us taraf uncle bethay thay.

A: Apne dil ku lowgo ki taraf se hataaw owr Allah Ta'ala ki taraf pherle. Agar insaan kaamiyaab banna chata to us se chahia ke har waqt apni nazar Allah Ta'ala ke upar rakhye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada