Published 9 years ago
Last updated 9 years ago
Q: Mery dost ki amma ji jo ke Qur'an ki hafizaa hain unhoo ny meri shadi ke leye Istakhara keya tha 3rd day ko unhy khwab aya. Khwaab (ek lerka hai kafi derr se andhery main behta hai fir subhoo namoodar hoti hai orr woo ek tarrf chal perta hai thori derr chalta hai fir samunder ajta hai wahn ek kashtii hoti hai orr woo uss mn behtt jata hai orr door nikal jata hai) main is khwab ki tabeer janna chahta hon aayaa ke yahn rishta kerna thek hai yaan mujy koi or rishta dhondna chaye?
A: Ye khwaab acha he. Agar aap ke maa baap larke ke Deen, Akhlaaq owr aadaat se khush he, to aap un se nikaah karsakti.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: