Published 9 years ago
Last updated 9 years ago
Q: Main akshar ye khawab dekhta hu ki main safar karne ja ra hu aur meri train chut ja ri hai ya main train me hu lekin wo train galat jagah ja ri h matlab meri manzil ki or nai ya main platform me utra hu aur train chut gayi hai owr kafi pareshan ho jata hu main. Iska kya matlab hua please batayie.
A: Tamaam Deeni kaam ku apne waqt par ada kare owr paanch waqt ki namaaz apne saheeh waqt par Musjid me jamaat ke saat parhne ka ihtimaam kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: