Khwaab ki ta'beer

Q: Asar ke bad me ne dream dehkha ke meri wife kisi waja se naraaz thi to me us ko manahah raha ta tu manaty kisi road ek dum hum dono aha ga tu ma na dehka mera janay wala aha ra road ma hat gaya phr us na muje bolaya aur kha ka payar road pa na kartay phr us na kha muje chalo zara help karo darwza kholana ma wo car ma ta,phr mera sath 4 log aur bi ta janay wala darwaz khulanay ka lia,darwaza bhouth bara ta hum na kisi cheeze sa khula aur woo car ma chala gaya phr hum opposite jab janay lagay jo 4 log ta ma na asman ma dehka ka 3 moon ta aur un ma sa ek red bi ta ma na apnay logo ko kha dehko 3 moon nazar aha ra lakin unho na serious nae laya muje phr doubt howa ka peechay darwaza band nae howa ma jab gaya darwaza ka pas muje awaz aye tu Muhammad S.A.W ki sunnat ki hafizat nae kar sakta ma daar gaya aur ma na kha ma kar sakta hoo app hukam karo tu us na darwazay khuch bandany ko kha aur wo ma na kia wo yaad nae kia ta bandany ko, es feel howa madinah haram ka darwaza ta bas ankh khul gai.

A: Khwaab me chaand se muraad Allah Ta'ala ke neak bande he. Hamesha Ulama owr neak lowgo ki suhbat me rahe owr un se Deen seekhle.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada