Khwaab me tablighi jamaat me jaana

Q: Me ne dream dehka ta do saal phelay wo abi tak yaad hai. Soocha ap sa pooch lu. Dream yahe ta kha masjid khay bhar hum sab tabligi jammat ma ta aur sab endar masjid ma jaha ra ta aur (water) pani kausr ma koi phi ra ta aur koi wudu kar raha ta phr ma bi jaldi sa gaya aur dehka kha bara sa fowara circle wala bana howa hai aur ma us pani kausr sa wudu karna laga yae jab dream dehka tu muje nae pata ta ka water kausr ka Allah na zikr kiya howa hai . Muje yae bas pata ta kha Qur'an masjid ki ek surat hai kasur bad ma 1 SAAL bad muje pata chala ka Allah ne water kausr ka zikr kia hai. To bas app sa poochana ta es ki kia tabeer hai.

A: Allah Ta'ala aap ku neak owr ache aa'maal karne ki tawfeeq naseeb farmae.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada