Tamaam kaam ku Sunnat ke mutaabiq karna

Q: Me nay teesri baar aisa khawab dekha ha jis me mein khana kaba jata hun aur mjhay woh nazar nahi aata aur ma rota hun. Meherbani se taberr bataye. Me bhut pareshan hun.

A: Neak lowgo ki suhbat me hamesha rahe owr bure suhbat se bache. Tamaam kaam ku Sunnat ke mutaabiq karne ki kowshish kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada