Kuffaar ke tareeqo se parhez karna

Q: Mai ne aik ajib khab dika. Mai dikta hu ke mere abu baba ka itekal hogaya hai or mai ghar phocha to mujhe maiyat nahi mili or mai bahot gum zada hu or ami se puch raha hu ke ami baba ka kya hall ho ga kabar me woo akele pareshan ho ge to ami boli ri hai teri wajahse ye sob huwa. Thodi der ruk rou ghum phir ke aiye ge to mai khamush hogaya phir dikta hu ke mai raste se ghar ko jaraha hu or koi kafiro ka julus nikla huwa hai jisme wo log nach na gana karte huwe road par jarahe hai or mai unko par karta huwa jaraha hu mere haat me aik khandil hai ajib si or shandar nayab hai or mai us khandil ko uthaya thoda or dikha to behad subahdar lagi . mai ghar paunch or aik admi hai Ami se paise mang Raha hai or mai use dant ke ghar se nikal diya ye Bolke ke. Tum ko kya zarurat thi ane ki jabke hamare walid ki taftin kaise b hojati par use maine nikal diya ghar se. Waspas aik room ki tarif nazar padti hai meri to dikhta hu ke 3 houre pariya hai jo sone ke rang ke libas me hai mere abu baba ko uthaye huwe hai or mujhe assalamualekum kaherahi hai maine jawab diya phir kisi ne mujhe piche se awaz di ke kon hai kise salam karahe ho itne me hi nind khuli.

A: Panch waqt ki namaaz ku paabandi se apne saheeh waqt par parhne ka ihtimaam kare. Neak suhbat ikhtiyaar kare owr tamaam mushtabah cheezo se parhez kare (jaise cellphone, internet, TV, waghairah). Ghalat salat qisam ke lowgo se door raho. Aur ghayr muslimo ki suhbat se parhez karo. Unke libaas, unke chaal daal, unke rusoom aur riwaaj se door raho.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada