Published 9 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Kabhi agar hum sirf fardh namaaz parhte he jeyse teen fardh rakaat maghrib me to ye teen rakaat fardh qaza me shaamil honge ya nahi kyonke maghrib ki kul saat rakat he. Samjhaa dijiye ke kabhi jo farz namaaz parhe kisi maghrib ki to wo adaa hogi ya qaza he jabke waqt maghrib ka he?
A: Agar us din ki fardh namaaz ki niyyat se namaaz parhi, to fardh ada hogi. Lekin Sunnat namaaz ku chowrne ki wajah se gunehgaar hoga.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: