Sadaqa dene par sawaab ka ummeed rakhna

Q: Mera sawaal hai ke kia kisi gareeb/faqeer ki madad kartey waqat Allah Ta'ala sey us ke ajar ki umeed rakhni chahiey / ya Allah Ta'ala sey dua karni chahiey ke is ke badley ya Allah muj ko yeh ata kar dey? (Sirf Allah sey umeed/doa)

A: Du`aa karni chaahiye aur ummeed bhi rakhni chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Labels: