Samandar me terna khwaab me

Q: Kuch din pehle main ne khawab me dekha ke main samundar me araam se bekahuf teher raha houn or khel raha houn, jab ke mujhe haqiqat me pani se bohot darr lagta hai.

A: Allah Ta'ala aap ku barkat naseeb farmae owr har kaam me taraqqi se maala maal farmae.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada