Published 9 years ago
Last updated 9 years ago
Q: Mai ek din khwaab me dekha k mai roze mubarak ke bilkul samne quran padhraha tha. Kuch hi din baad mai dekha k Roze mubarak se thodi door ek shaks ne namaz padhi mai inku dekh kar mai b namaz padhya. Aur namaz bilkul seedhi jaha Huzoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) ko salam pahunchathe hai waha padhi. Namaz qibla k taraf nahi padhi magar namaz Roze mubarak ko rukh kar k padhi gayi. Maine ayk Moulana ke bayan me suna ke khaab me qibla ilawa rukh kar ke namaz padhne ka tabeer ye hai k Deen k kaam tho kar rahe hai magar ghalat tareeqe se.
A: Tamaam kaamo ku sunnat ke mutaabiq karne ki kowshish kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: