Khwaab me bichhu dekhna

Q: Mene khwaab dekha koi bichhu hy jis se mujhe dar hy ke kahin nuqsan na puhnchaye. Mera cousin usy kisi chiz se maarta he to bichhu behosh hojata hy. Lekin phir wo bichhu kisi tarah se wo wahan se bhag jata hy aur mjhse sb kehty hen khyal rkhna kahin ye bichhu tmhen nuqsan na puhnchaye. Men khwab se buht preshan hu. Please rehnumai karen.

A: Paanch waqt ki namaaz ke ba'd owr sowne se pehle teen qul (Surah Ikhlaas, Surah Falaq owr Surah Naas) owr aayatul kursi parh lia kare. Allah Ta'ala aap ku tamaam shar se hifaazat farmaenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada