Khwaab me mayyit ku dekhna

Q: Meri maa ne khwab mein morde ko zinda dekha meri ammaa ne apne uncle ko khwab mein dekha. Amma ki uncle murgaya hai meri ammi ne dekha ki ammi ki uncle ne ammi ko khana diya tha aur phir ammi ne liya tha ek mountain ke ooper thy ammi aur ammi ke uncle. To please aap mujhe ess khowab ki tabeer bataye.

A: Allah Ta'ala tum ku barkat naseeb farmae rowzi owr maal me. Aap apne waalida se kehde ke Qur'an Shareef ka kuch hissa parh kar, ya kuch sadaqah dede owr us ka sawaab apne marhoom rishtidaar ke lia bhejde.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Category

Labels