Q: Takreban 33 sal pehle humare taya or abu ki 2 behno ke sath shadi hoi yani do behno 2 bhaio ki pochna ye ha ke humare taya ke meri nani ke sath najaiz taluqat thi kyu ke pehle ye kiraydar or malik makan thy nani log malik makan thy abu log kiraedar phir nana ne shadia kar de janty bojty or shadi ke bad bhi taya ek waqt tak milty rahea nani se. Khandaan ke bardo ko bhi elm tha per ye shadia hoi ab ma inki sharae haqeqat pochna chahti hu k ye nikah valid ha k nai ab taya k bhi 5 bachy ha or hum bhi 5 beHan bhai ha or dosra ab kia kea ja sakta ha? Taya log bohat hi bure haal ma ha bohat arsy se rehnumai farmae Meharbani hogi.
A: Taya ko kehna chaahiye ke woh apni biwi ko chorde. Biwi ke saath rehna jaaiz nahi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: