Namaaz ki taraf ziyaada tawajjuh dena

Q: Mai ne raat me khuwab dekha hai mai ghar ki window se bhar dekhta hon to mjhe gali m ek 10 ya 11 sal ka bacha mery ghr ki tarf muh kiye kiblah rooh naamz parha he. Mujhe is ki tabeer baten.

A: Namaaz ki taraf ziyaada tawajjuh owr diyaan dede. Apni paanch wat ki namaaz ku apne saheeh waqt par musjid me ba jamaat parhne ka ihtimaam kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Labels