TV par drama show dekhna

Q: Kia aesy dramay or drama ke scene ya show dekh saktay hn jin ma be-hayai na ho jab ke drama dekhany se toba ki ho? Toba to gunah pe hoti he agar in ma be-hayai na ho to gunaah to nahi he jesy kisi ma thori hidayat ho ya jo mashray ma hota he wo ho etc?

A: Shariat me tamaam jaandaar cheezo ki tasweer haraam he. Hadith Shareef me aya ke Qiyaamt ke rowz sab se ziyaada sakt tareen azaab un logo ke upar dala jaega  jo jaandaar cheezoki tasweer khenchte the ya dhekte the. Jab aap ne is gunaah se tawbah kardiya, to ki taraf kyu lowtna chahte?

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Labels