Khatarnaak kalimaat

Q: Mere showhar ne mujhse kaha ke tu Hindu banja, Christian banja, church chali jaa. Kya isse mere shauhar aur mera nikah toot jaata hai aur agar mujhe fhir se nikah karna hoga aur agr main nikah nahi qabul karna chahti tu kya main is bunyad par apne shauhar se alag hosakti ho aur kya mujhe talak ya iddat lag jaati hai ya fhir unka talak dena mujhe zarori hai unse alag hone ke liye aesi surat me kya karna chahiye pls bataye aur kya is baat par mujhe talak lag jaati hai?

A: Ye alfaaz to bare khatarnaak he. Us se kalimah lotaana chaahiye aur nikaah ki tajdeed karni chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: