Neak lowgo ki suhbat ikhtiyaar karna

Q: Mera sawaal ye hai ke maine mere khuwab me khaja Sara ku dekha. Kya tabeer hai iski?

A: Neak lowgo ki suhbat ikhtiyaar kare. Allah Ta'ala aap ku deeni samajh naseeb farmae. Purda ka ihtimaam kare tamaam na mahram logo ke saat.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Labels