Khwaab ki ta'beer

Q: Mene khwaab dekha k me apni hi ghar ke chokhat pai paikhana kia hai aur us k baad mai aonai ghar ka darwaza bajane lagta hun takai koi darwaza kholne aayai itnai mai mere behn darwaza khol leti hai aur mere hath me kaath kabaar ka jo bhi saaman hota hai wo mjh se letai huai puchti hai k itni badboon kaha se arahe hai? Achanak mjhe mehsoos hota hai k jald bazi mai mera apna hi pair paikhane me par gaya jo badboon ka sabab bana aur sth me uski nazar bhi paikhane k uper par gaye, mene khisyatai huai kahan k kisi janwar ka fuzla hoga usne yaksar nazar andaz kar k jaldi se kisi chez k zariyye wo gandgi utha kar ek dabbai me band kar k usi saman me dal liya jo me sath lekar aya tha, wo samaan mei kisi kabari ko bechne k liye laya tha, iskai baad mere aankh khul jati hai!

A: Allah aapki hawaaij ko aasaani ke saath poora farmaaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Labels