Shahaadat ka martaba

Q: Mere khwaab mein mere marhum mamu jo ke khwaab mein inteqal huva aur wo inteqal hota hai sab rote hai. Marhum mamu unke haath hilate hai mein bolti hun mamu hila rahe hai. Phir wo uth kar baith te hai sab hairan hojate hai. Mufti saab marhum ka khab mein aana marhum ko zinda dekhna kya koi mushkil ki baat hai. Mufti saab please mujhe is khwaab ki tabeer batayea.

A: Jin lowgo ku shahaadat ka martaba milta he, un ke wafaat ke ba'd bhi wo zinda rehte he. Qur'an Shareef ka kuch hissa par kar ya kuch sadaqah dede owr us ka sawaab apne marhoom mamu ke lia phonchaade.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Labels