Q: Mene peer ke din khwab dekha k meri behen jo k shadi shuda he or Iski 2 betian hen wo muje phone pe kehti hen k wo hamla he to mě unhe kehti ho k ap apna bht khyal rakho or panjiri wagnera khao to achanak měří behen ki jaga mere mangetar ajate hen phone pe ar wo muje jawab dete k ab k jo hamara bacha he wo to operation se hoga to mě pareshan hoti ho khwab mě Ye dikhta he k měří behen ka apna shohar hone k bawajood wo mere mangetar ki wife he or phr mě thori hasad mehsoos karti ho or kehti ho k apko maloom nae kya k islám mě ek hi waqt mě 2 behno se nikkah jaiz naeto wo kehte k k hum feel h nae karege Ye jese pehle rehte the wese hi rahege khush phr wo muje koi purane zamane ka btane lagte jisme wo hazrat abu bakar siddique r.a ka naam mubarak létě hen phr meri ankh khul jati he dar se.. phr mě dobara sogai phr wohi dekhti ho k meri behen hamla he or sath 2no bachio ko sambhal rahi he or phr mere behnoi kale libaas mě ate hen khirki se muje dekhte hen mě apni běhen k pas bethi hoti ho or apni salwar foran sahi kárné lagti ho jo k phat gai he khwab me Pls Iski tabeer muje btaden kus he kuch samjh nae a arha mě pareshan horai ho.
A: Allah Ta`ala barkat de, khoosh rakhe. Namaaz waqt ke oopar parho aur Qur'aan Shareef ki tilaawat subuh shaam karo.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: